Followers

Monday 15 May 2017

K2 00106 काश वो समझते ( Kaash wo samajhte)

दुनिया खुद दर्द सह कर भी,
दूसरों का गम नहीं समझती।
दीवाने ही दीवानों के दुश्मन हो जाते हैं।
मगर यह रीत हटाई जा नहीं सकती।
क्योंकि
हर आदमी अपने लिए ही सोचता है।
जिसमें दूसरों को खुशी हो ऐसी उसकी सोच हो नहीं सकती।
खुद तनहाई से डरता है,
 मगर
दूसरे रौनक में रहें,
उसकी ऐसी सोच हो नहीं सकती।
106 8 Oct 1989
Kaash wo samajhte
Duniya khud Dard Seh Kar Bhi Doosre ka gum Nahi samajhti.
Deewane Hi Deewano Ke Dushman ho Jate Hain.
Magar yeh Reet bataai Ja nahin Sakti.
Kyon Ki
Har aadme apne liye hi Sochta hai.
Jisme Doosre ko Khushi Ho Aisi uski Soch Ho Nahi sakti.
Khud tanhai Se ,Darta Hai.
Magar
Doosre Ronak me Rahain
Aise uski Soch Ho Nahi sakti.

No comments: