Followers

Thursday 5 April 2018

517 चिड़िया और हम (Chidiya Aur Hum)

चिड़िया चहचहाती है।
फूल मुस्कुराते हैं।
भंवरो  को देखो।
कैसे गुनगुनाते हैं।

पिद्दी चिड़िया कुदाती है।
गीत प्यार के गाती है।
कोयल कु कू करके।
सबका मन लुभाती है।

शाम हुई है।
सब पंछी ची ची करते हैं।
हम भी इनके रसीले गीतों से,
अपने दिल को खुश करते हैं।
आओ सब इनका ध्यान रखें।
इस गर्मी के मौसम में,
इन को पानी और खान-पान रखें।
517 5 April 2018
Chidiya Chehchahti hai.
Fool muskurate Hain.
Bambaron Ko Dekho,
Kaise Gun Gunaate Hain.


Piddi Chidiya Kudaati Hai.
Geet Pyar Ke Gati Hai.
Koyal Ku Ku Karke,
Sab Kaa mann Lubhaati Hai.

Shaam Hui Hai,
Sab panchi chi chi Karte Hain.
Hum Bhi inke Raseele Geeton se.
Apne dil ko Khush Karte Hain.

Aaow Sab in Ka Dhyan Rakhein.
Is Garmi Ke Mausam Mein,
In Ko Pani Aur Khaan Paan Rakhein.

No comments: